Re: if gupshup was to be
*wo nargis ka gana nahi suna “ganna pyar da choop lay maahia” , wo suna kar, juwaani mai josh paida ho ga.
OK bhayo aur kissi ki behno, mai challa apnay bistar par araam farmanay.
darbaari log muft 2 kilo chawal aur cheeni ata lay kar hamaray mehal say dafa ho jayaiN.
Badshah salamat istarahat farmanay ja rahe hain
Yalgaaaaar Ho
Rab Rakha