Idioms about animals

Re: Idioms about animals

and that was the FIRST murder on this planet…isii liye shaayad Qur’aan meN aayaa hai k jab Allah ne farmaayaa k vo insaan kii taKhleeq karne waale haiN to farishtoN ne 'arz kiyaa thaa k [jiskaa mafhoom hai] “kia aisaa insaan jo zameen par fasaad barpaa karegaa aur naa-Haq Khoon bahaayegaa?”