Re: iam going for Umra today…
Allah :swt: aapka safar aasaan banaey aur aapkay tamam Naik aamaa’l qubool farmaey… (Aameen) ![]()
Safar main aur tamam Muqamaat-e-Muqaddisa par hum sub kay liya Deen aur Duniya donou ki bhalai kay liya dua karna… Aur yeh bhi kay ALLAH :swt: hamain doobarah iss Saa’dat say Nawazay (Aameen)
![]()
And yes, we’ll be missing you ![]()