I WISH U.................

Re: I WISH U…

khof ekhuda karo.. maine tumhare sath kia bura kia hai

Re: I WISH U.................

Haan to

kiya woh insaan nahi

maana k bura hai magar insaan to hai:@:

Re: I WISH U.................

dukhae dil jo kisi ko wo aadmi kia hai

Re: I WISH U.................

Theek

lekin ab aisa bhi nahi hai

Ab saare leaders hi aise hain to kiya woh insaan nahi

Re: I WISH U.................

jo bhi aisa hai wo bande ka puttar bane.. warna :ASA:

Re: I WISH U…

:hayaa:

Lala MQM ki zaban bolta :eek:

Re: I WISH U…

MQM ki zaban :asa: nahi :2guns: hai, lekin ye sab jhoot hai propaganda hai shareef logon per

Re: I WISH U…

Oh I see

Woh jo sahib kabhi Pakistan aaye nahi aur hukm chalate hain kiya woh shareef hain:hmmm:

Re: I WISH U…

shareef hai tabhi to yahan nahin aata

Re: I WISH U…

U mean

Shareef aadmi dange fasadon se koson door:hmmm:

Re: I WISH U…

you got it :k:

Re: I WISH U…

Waise Aap ko kiya lagta hai

Karachi ki barbaadi mein kis ka ziyada haath hai

Re: I WISH U.................

ooper se leke neeche tak sab ka.. iss shehr ka koi wali waris nahin..... identity and ownership crisis ki badtar misaal... mujhe to shehr ki haalat dekh kar Parveen Shakir ki Karachi pe likhi hui ek bold nazm yaad aati hai

Re: I WISH U.................

Woh to Poore Mulk ka yehi haal hai

lekin Mainly kis ne affect kiya hai Karachi ko

Re: I WISH U.................

sab ne political parties.. logon ke rawayyo ne.. sab ne.... ek party ko blame karna na-insafi hogi

Re: I WISH U.................

Nice 1

Re: I WISH U…

shareef…?:hayaa:
propaganda…?:hayaa:

Kab join kr rahay ho bro…?

Re: I WISH U…

Allah mafi de… main bro hoon Bhai nahin :wink:

Re: I WISH U…

jabhi to pocha hy kab join kr rahy ho?

join krny k baad to bhai ban ja`o gy…

jtini tarf daari aap krty ho us sy to lagat hy k join kr lo gay bohat jald…

Re: I WISH U.................

maine kabhi taraf dari nahin ki.. bus saara malba ek party pe girane ko dil nahin manta