^^ Waisay aik baat hey, hamain Uncle ka shukriya adaa karna chahiya kiyun kay unn hi ki waja say tum say phone par baat huwi aur buss kiya bataoon, Masha’Allah kia aawaaz hey tumhari… :love:
ahm ahm…
PS:
Phir kub phone karoo gi Just PM me before calling …
^^ Tum abhi tak yahin ho… aisa lagta hey subah sey GS par hi ho… koi aur kaam shaam hey ya nahi…
Lagta hey mujhay hi jaana paray ga nahi tou yeh larki mera yahan rukna doobhar kar day gi… aur saath main doo / chaar auntiaan bhi yahan aa kar is ki himayat main shamil ho jain gi…
Oyeeee itna jhoot?? Phone maine kiya tha keh aap nay? pehlay to I was going to fix Uncle Walker, ab lugta hai u need fixing too. jhoota, jao main nahin sunnoon gee tumhara phone ayenda se… Dubai numbers blocked