I was ALONE in.....

Re: I was ALONE in…

Naaa… tum kiyoon meray dushman bunnay huay ho? Kabhi ronay ko kehaty ho, khul ke hunsnay se mana’h kertay ho? Mein nay kia bigara hai tumhara? :teary1:

Wesay zorr se hunsna (qehqaha) to waqehee mana hai. Kia karoon meray naam ka asar hai :blush: