Re: I was ALONE in…
^^ Nahi Baji… oops Choti Behna, DhooKa kisi nay nahi diya, zaroor in logon ki koi aur masroofiat rahi hongi… Main tou waisay bhi LONE houn na… ![]()
Khair main tou ab bhi tayyar hun, agar aaj bhi koi meat
hey tou main haazir houn ![]()
Waisay mera khayal
hey kay Dubai ki raunaq aur Dubai Waloon kay milnay-julnay ko zaroor kisi ki nazar lag gaii hey… :roman:
![]()