hum to bistar meN jaarahey they aur soch rahey they kuch maamla khaali khaali hai... lekin huzoor aap nay to duniya hi ghumaa di ;)
:)
**
janaab e aalii, aap to bister kii taraf ruKh karte haiN to koii ruKh e zebaa tasavvur meN qayaam pazeer hotii hogii magar yaaN yeh 'aalam-e-tanhaaii hai k:
har taar e bistar Khaar e bistar hai ;)
to ab kia koi kare jo:
ab to dunyaa tah o baalaa hai asar kii :)**