I want to go to bed with . . .

Aur ab riksha taxioN ki awaaz men? koi aur awaaz aur bhi ho to kia maza aata hai… :wink:

hum to bistar meN jaarahey they aur soch rahey they kuch maamla khaali khaali hai… lekin huzoor aap nay to duniya hi ghumaa di :wink:

is sleaze meN paaoN aik dafa paR gaya na to bistar ka maza phir maalum hoga. Try going to bed with compliments. sukun say aur sukun men masroofiat ka jo maza hai… baat hi alag hai.

behaiki ruh: kai logoN kay khwaaboN ki shehzaadi… meri nahiN. mera khawab to aur hai.

huzoor, aap ko miThaas acchi lagti hai bistar meN aur woh bhi mauseeqi kay saath? I find it distracting.

bhool gaiN kuch!

:slight_smile: