Re: I swear - Yeh mairaa akhri faisla hay ![]()
Aap ki aunty naheen hoon Umme. Aap kay buchchon ki aunty hoon. Aap yoon pukar sakti hain “aray sunti ho buchchon ki aunty”.
Yay PG kon hai. PL kahteen to samajh bhi ati kay Pagal kaha hai.
AQ bhai Fair aur lovely use kia tha per wo bhi meri sohbat main reh kar ugly aur pugli ho gaeen.