Re: I swear - Yeh mairaa akhri faisla hay ![]()
y would I lie ![]()
haadd ho gayee hai .. mujhay ghussay may URDU aanay lagti hai tou ziadah ghussa na dilaou mujhay phir khud hi deewar par sir marou gi kay EMM URDU boul raha hai .. koi tarjamah bhi nahee karay ga .. baithi rehna saari zindagi kunwari .. koi poochay ga bhi nahee .. uper say mera gulaab ka phool bhi waapis lay liya .. kambakhat choutti larkiya ![]()