I need a hug

Re: I need a hug

tum mera dil behla rahay ho yeh aur rula rahay ho :crying:

Re: I need a hug

mujhay bhi khana hay :bummer:

Re: I need a hug

aww aisa nahin kehtay ,aap ki khushi k liye chalo hum aliyish ki balee charha detay hain

Re: I need a hug

ramadan mein ek naikee ki 70 miltee hai :)

ardoo babe if i give ya one hug , will ya give me 70 back to cover it :p

bachay ka sawal hai !

Re: I need a hug

us Say kya ho ga :teary1:

aliyish nay tau nahee sataya mujhay :crying:

Re: I need a hug

suicide karloo ? train kay neechay aaakay mar’saktee hoo? yea mountain say jump karkay

yea evening tea mein kuch daal kay peela doon?

Re: I need a hug

main kood bhi jaaon gi, Sachi :bummer:

Re: I need a hug

theek hai , to phir jisnay sataya hai ussay ek zoor ki kick maaro aur gussa thanda ho jayega

Re: I need a hug

achaaaa phir mera kya hoga…:bummer:


mujh se koi shaadi nahi karegaa :frowning:








Re: I need a hug

Main kyoon apni kick paleet karoon :emmy:

Wo is qabil naheen hay :barbie:

ullu ka patha :mad:

Re: I need a hug

behla rahay hain mate :slight_smile: naakaam khoosish!

gaar mujhay is ka yaqeeeN hoo
mayray hamdan meray dost
teree ankhoon ki udassi
tayray seenay ki jaalaan

mayree dil’joo mayray pyaar say mit jaa’ay gee

gar mujay is ka yaqeeen ho :sigh:

Re: I need a hug

waisay naik kaam main kabhi bhi dair nahi karni chahye…

Re: I need a hug

mein yaahan comedian ki job kartah hoon kiaa?

Re: I need a hug

wah wah wah :tamatarr:

Re: I need a hug

:crying: yeh pyar ka lafz mairay samnay mat lo main waqai kood jaaon gi :bummer:

Re: I need a hug

not on me :slight_smile: mein tumharay weight say daab kay mar’jaoon gaa:p

Re: I need a hug

John abraham has the most delicious 6pac…:jano:.:hinna:

Re: I need a hug

:crying:

Re: I need a hug

ufff faiz ki itnee achi nazam hai

or btw tumsay pyar karnay ko admi ko full mental hona cheehai :slight_smile:

i m just half :slight_smile: kaam nahe chalay gaa

Re: I need a hug

forget john , abhishek is sooooo hot :jano: