Re: I need a bakra ![]()
Main sirf insan hoon… app beshak kabootar hoon gaye ![]()
STA bakra kabootar ban chuka hai ![]()
Re: I need a bakra ![]()
Main sirf insan hoon… app beshak kabootar hoon gaye ![]()
STA bakra kabootar ban chuka hai ![]()
Re: I need a bakra ![]()
**pataa hai k aajkal kii dunayaa meN insaan se log nahiiN Darte aur unko jaan se bhii maar dene se peechhe nahiiN haTte magar kabootar ko koi nahiiN maartaa…sabhii Darte haiN…vo is liye k vo samajhte haiN k kabootar par shai hogii ya’nii vo JIN hogaa…so qasaaii ko laakh rupiya bhii do to bhii vo Halaal nahiiN kartaa…
…so, kabootar is SAFE!
**
Re: I need a bakra ![]()
kis ney kaha kabootar is safe… woh jis kisi sey bhi bach jaye graduation students sey nahin bach sakta… i have heard k Graduation (Pre-Medical) main kabootar ki dissection hoti hai ![]()
Re: I need a bakra ![]()
ufoh, yeh fifa kahan ki baat kahan milati hai. ![]()
Re: I need a bakra ![]()
main ney kahan kis ko milaya ??? :halo:
Re: I need a bakra ![]()
kabootar ko log nahi marty kiyn kay woh billi kay samnay apni ankhian band kar laita hai.
Re: I need a bakra ![]()
haynnn a ki c ???
Re: I need a bakra ![]()
kan tuta: it is 100 % true
Re: I need a bakra ![]()
pai jan m bara wada koobatar bazz aan
kabootar b jab apna khoday m hota hai tu wo b apne par marta hai or chunj b ![]()
Re: I need a bakra ![]()
kabootar k ankhein band kerny sey logoon ko marny ka kia taluq??? :halo:
Re: I need a bakra ![]()
vo asli waale hote haiN…maiN to** “JINNATI KABOOTAR”**** huN
[ya’nii faaKhta]
**
Re: I need a bakra ![]()
tu fakhta kia nakli kabootar hoti hai??? ![]()
Re: I need a bakra ![]()
idk
Re: I need a bakra ![]()
yaha sab k post he idar udhar ho rahay hai roza tu khul gya hai par aab q lag raha hai
Re: I need a bakra ![]()
kaha tu aisy tha jaisy kabotaroon per Ph.d ki howi hai ![]()
Re: I need a bakra ![]()
bhai kan tuta nay hi phd ki howy hai. lihaz amain kaboter bazi say pehchay hat giya haon.
chalo bakray par baat karo. ![]()
Re: I need a bakra ![]()
hehehe
yupp kabootar bazi m C.A kiya hua hai balke takreeban hai pakistan k har janwar or parinday main b :d
wsy b kabootar bazi shoq bai changa m v pechy hat gya hu bas lucky kabootar rakhay
Re: I need a bakra ![]()
tum kan tuta sey phd ki degree share ker lo ![]()
hum bakry means tmhy mazid discuss nahin kerna chahty ![]()
Re: I need a bakra ![]()
zabardast. totay kay baray main kiay khayal hai. kafi chalak parinda hota hai.
Re: I need a bakra ![]()
yuppp hum ne jo tota rakha hai jo kaho sab bol leta hai rah totay ka name suna jo par se zara red hota hai :d