Re: I met Khanzada yesterday evening
Jab main us ko hotel chor kai ghar jaa raha tha, tab mujhai yaad aaya kai koi picture hi nahi khainchi. Khair, us ka Dubai chakkar lagta rehta hai, Inshallah next time khainch lainge.
And Jony: Abhi to aik aur Karachi Guppie hai, jis ko chapair maarni hai tum nai. ![]()