I made

Re: I made

ahem sirf Nani amma hi q, Dadi amma bhi aur par dadiii bhi :-p (inshAllah)

ps1: kitna shoq hay logon ko naniaan and daadian bannay ka na …
ps23: where is Mazloom bahooain ? :-p

Re: I made

aati hay na :blush: 3 dafa bana chuka hoon, itta mazeedar bana k saara khatam hogaya … :frowning: (main khud hi harap kar gaya) :smiley:

Re: I made

array bhae that was my cousin..mazloom.
she just got married actually. :roman:

aur haan you like haleem…
i would luv to send it to you lekin jab tak wahan pohanchay gi
kharab nahi ho jaye gi???

Re: I made

papa ki muskan
mai jab gussay mai hoon tau aisay kaam karti hoon.
oot patang dishes try karnay kay.
Have you tried clams ka salan????
Sorry not sure if they are halal.

Re: I made

Attuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu I thought aapp nay $3 likha haaaaaaaaai :smack: tobaaaaaaaah hai likhna bhi nahi aataaaaaaaa :kursi:

:mocking:

Sajuuuuuuuuuuuuuuuu clamsssssss kis kulmoi chees ka naam hai :crying:

Re: I made

array baba clams can be found in the frozen section.
tum konsay pind mai rehti ho??? :nahnah:

Re: I made

Sajal Bajan,
kharab nai hoti koi bhi hceez khuloos say bhaiji howi :-p
and I know that, I still remember the fun u both three had once in audio :-p
those were days thos... Preeto as well...

Muskan Moti,
parhna bhi nai aata aap ko snooty

Re: I made

Hai those good old days.
Acha ji tau kitna khaloos gholna hai haleem mai??? :cb:

Re: I made

umm... Itna... Itnaa na baba ok let me write

----------------------------------- itna -----------------------------------

haan judge sahib, meray wo beetay din mujhay wpais kardo judge sahib...

Re: I made

Attuuuuuuuuuu chal oyeeeeeeeeeeeee :kursi: me phd in parhai likhaaaaaaaaai :snooty:

Sajuuuuuuuuuuuuuuu :hug: hyeeeeeeeeeeee tumhe kaisay pata chala kay mein pind mein rehti hon…kaheen tum merii humsai to nahi ho jo mera ghar ka pani khutum kur daiti haaaai :hoonh:

ps. yar frozen section mein bhuht kum jati hooon :hula: