I m back..!! with a dhamakaaa..!

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

Alhumdulillah eve thing iz fine :) wht abt there howz lyf ?

bohat mehnat kari hey mey ney in wadday logo pey :stuck_out_tongue:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

haan pahar se khod ke nikala hai na tmne inhen :p

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

kitne waddey loog:5:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

10 ft ka aik banda hai :p

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

meri height subne ley lee:cryb:
no wonder mei nanni ki nanni reh gayeen:cryb:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

kitni height hai apki

CG dhamaka karkay gayab hojatay hain.. aur humain dhamakay bhugatnay partay hain :bummer:
ek aur chamaat meri taraf sey bhi pleej :stuck_out_tongue:

kitni mahnat? :aq:

nahee yaar.. phir to choha post milni chahiye naw .. :cb:

aik aur kia.? :hmmm:

nahee.. lekin owners karte hain :halo:

oh Kaun mian.. ab kia batain… dil ki dastan kis kis ko sunaoun..
dil dance maray ree… :wink:

aur sunao.. kaisay ho yaar..! :slight_smile:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

uff aap ka yeh avatar dekh kar dil karta hai.. 2 chamaat maroooN :cb:

:vivo:

:nono1: bohot naa-insafi waali baat, gadhe bi akhir insan hote he:snooty:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

CG:cryb: i forgot aik aur kya tha

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

OMG!!! pp :hug: :hug: :hug:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

^lol

bohat mehnat kari hey mey ney logo:hoonh: naa mano woh alag baat hey:snooty:

gadhay insan nahi jaanwar hotay hain..:hoonh:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

nancy drewwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww an old memeber is back tooooooooooooo:eek:

Re: I m back..!! with a dhamakaaa..!

Nai ji Dania ka matlab kuch or hai... ab jo gadhy hein wo khud samjh jaien gay