Re: i m alive wana tell u hahahaha
agar umer ziada hay to bank main rakhwa daina, phir uss say jo profit milayga uss say aik 3-wheeler cycle khareed kar poori dunnia ka chakkar lagana...WascoD'e GamEE' bann jaana aap...
warna aap share market main bhi invest karsakti hain :s
Re: i m alive wana tell u hahahaha
James_Bhaand:
kya hua
JB bhai app phley aram say chaye pe lien wasy app per kia rahey heen:confused:
Re: i m alive wana tell u hahahaha
^-- zaroorat-e-rishta ka add parh rahay hain evening special newspaper main :s
Re: i m alive wana tell u hahahaha
agar umer ziada hay to bank main rakhwa daina, phir uss say jo profit milayga uss say aik 3-wheeler cycle khareed kar poori dunnia ka chakkar lagana...WascoD'e GamEE' bann jaana aap...
warna aap share market main bhi invest karsakti hain :s
ji jasay app kahien DADA uncle may aj say he koshesh shoro kerdayti hoon:)
Re: i m alive wana tell u hahahaha
mashAllah kafi farmaaN-bardaar BHateeji hain aap, isi khushi k mqay par zara Huqqa to garam kardo plz... and wapsi main chai kay say biss-kutt laiti aana, khaanay ko abhi rehnay wo 15 mint baad khaloonga ...
Re: i m alive wana tell u hahahaha
^-- zaroorat-e-rishta ka add parh rahay hain evening special newspaper main :s
GREEn card key liya?
Re: i m alive wana tell u hahahaha
ji dada uncle wasi mujhey huqa banana nahe ata lien koshesh kerti hoon chaye may achi banati hoon so abhe lai khanay kay liya app phlay batien kay kia banaoon pher khana banaoo gi
Re: i m alive wana tell u hahahaha
ji dada uncle wasi mujhey huqa banana nahe ata lien koshesh kerti hoon chaye may achi banati hoon so abhe lai khanay kay liya app phlay batien kay kia banaoon pher khana banaoo gi
hmm... Huqqa banana nai aat to koi baat nai wo ham sikha daingay...and khaanay main:s aaj to Haleem honi chahayya ... so Haleem is done...
and chai jaisi bhi ho, mujhay pasand aajaigi so no worries, my Bhateeji :-)
Re: i m alive wana tell u hahahaha
jasai bhateji wasay DADA uncle ferma berdar heen ok
take tea haleem kahan say aloon dada UNCLe
acha HUQA banay ki recipe batain jildi say
pher thori derr app ko aram bhe tu kerna hey
docter nay kaha hey app zayada aram kia kairen
Re: i m alive wana tell u hahahaha
Kia khaak araam karoon... 3 din aur 5 ratoon say laga taar araam kar raha hoon, araam kar kar k thak gaya, soch raha hoon thora rest karloon :s
Huqqa banay ki tarkeeb yeh hay!
Piaz 2 adad
Anday 12
Namak 1 kilo
Mirchi 5 kilo
Oil 10 grams
and aik Huqqa
Baqi ka samaan side par rakho aur Huqqa lay kar meray pas aajo, main khud hi ussay tayyar karloonga :s
Re: i m alive wana tell u hahahaha
DADA uncle abhe lai just 10 mintetni sary chezen to gher may nahi heen i will have to go market and then i can give u
DADA uncle aj huqa anhe peya na app sobha say etna khans rahey heen DADi anti bhe preshan heen
Re: i m alive wana tell u hahahaha
where is DADA uncle
IS
February 9, 2006, 10:21pm
33
Re: i m alive wana tell u hahahaha
^ menu ke pata
lagta hay aaj unka off day hay GS pay :D
Re: i m alive wana tell u hahahaha
HUQA banay ki recpe to parein zara app
IS
February 9, 2006, 10:29pm
35
Re: i m alive wana tell u hahahaha
^ last page par hay kia :-|
IS
February 9, 2006, 10:31pm
36
Re: i m alive wana tell u hahahaha
Kia khaak araam karoon… 3 din aur 5 ratoon say laga taar araam kar raha hoon, araam kar kar k thak gaya, soch raha hoon thora rest karloon :s
Huqqa banay ki tarkeeb yeh hay!
Piaz 2 adad
Anday 12
Namak 1 kilo
Mirchi 5 kilo
Oil 10 grams
and aik Huqqa
Baqi ka samaan side par rakho aur Huqqa lay kar meray pas aajo, main khud hi ussay tayyar karloonga :s
kia USA mai Huqqa banay ki tarkeeb esi hoti hay
Re: i m alive wana tell u hahahaha
shayed wahan yahe hota ho jo DADA uncle ko bhe yahe cheya
IS
February 9, 2006, 10:38pm
38
Re: i m alive wana tell u hahahaha
wesay DADA uncle kesay ho saktay hain
ya to aap un ko DADA kahien ya phir uncle
IS
February 9, 2006, 10:38pm
39
Re: i m alive wana tell u hahahaha
Huqqa banay ki tarkeeb un ke esi hay to khana bananay ke tarkeep kesi ho ge just imagine