Re: I Love U …
Strong naheen DHEET:cb:
Re: I Love U …
Strong naheen DHEET:cb:
Re: I Love U …
^ ![]()
DHEET like kuttay ki dum ![]()
Re: I Love U ...
PK bhai kon hai woh zara humain bhi tu batao ;) waise kabhi office ka kaam bhi karliya karo sirf GS he GS chal raha hota hai lagta hai uncle ko khaber deni chahiye ke last 6month say office main kya ho raha hai :D
Re: I Love U …
muna ji is thread main tumhara naam kyun aa raha hai ?our apnay cheazain apnay pass rakho khabar daar PK ko koi cheaz di hai aainda ![]()
Re: I Love U ...
Dheet hay kahan???
Re: I Love U ...
^ apnay room say bahir gaya hai :)
Re: I Love U …
FOR DEETH KHAN : sorry i was away again :halo: ab aap janab lunch per ho..
Re: I Love U ...
lagta hay....he ran away...:)
Re: I Love U ...
per aap tou hon na ;) .. kidding.. how are u?
Re: I Love U ...
hey i am fine..how do u do?
Re: I Love U …
![]()
Re: I Love U ...
A for airoplane , means jahaz , C for coming , coming means koie aaraha hai ;)
Wesay Precious Khan meray bhai app ke choice MASHALLAH boohat ache hai , bolo tu bhabi ko abhi jaaa kar bata do kay Precious appsay kitna pyar kartay hai kay abb tu dil un kay pass hai magar app kay bagar dharakta nahi hai :)
Re: I Love U ...
wesay Precious Khan . . . . . u r so lucky guy . . . . . . . . tumhari kismat or tumharay pyar ke bharti baykarari ko dekh kar ab phir say lagnay laga hai kay Duniya mai abb bhi Pyar hai kese jhaga:)
Re: I Love U …
^^ ![]()
Re: I Love U …
flooding say ziyada filirting main maza atay hay na! ???![]()
lag to ye hi raha hay!![]()
Re: I Love U ...
^^ Lagnay say kiya hota dear .. ho tou naheen raha na :D
Re: I Love U ...
bhool jaoo muskuraoo , rah nah jaie baat baqi ;) waqat ka kia bharosa , ban kay pani bah jaie , kal agar nah mil paie , rah nah jaie baat baqi ;) so buddy tell her what u have in ur heart , Kahi dair nah ho jaie :)
Re: I Love U ...
^ Itni jaldi bhi kiya hay ... abhi tou hamaray khailanay koodnay kay din hay :D
Re: I Love U ...
Pk bhai aap imranq ka naam likhna kyun bhool gaye :p
Re: I Love U …
![]()
![]()
![]()