sajal hota hay hota hay
baaz oqaat bohat saamnay ki cheez ojhal ho jatee hay
or koi ik lamha aisa hota hay jub saraay perday hat jatay hain
saray manzar saaf nazar aanya lagtay hain
sigh
aap ko bhee falsafay key mohlik beemari lugg ga-e ?:D
sajal hota hay hota hay
baaz oqaat bohat saamnay ki cheez ojhal ho jatee hay
or koi ik lamha aisa hota hay jub saraay perday hat jatay hain
saray manzar saaf nazar aanya lagtay hain
sigh
aap ko bhee falsafay key mohlik beemari lugg ga-e ?:D
sighs
aap sab nay iss thread ka asal point hee miss kar diya. :(
yeh hamaari puraani aadat hai.
Re: I just noticed
aap ko bhee falsafay key mohlik beemari lugg ga-e
Woh bus ik hee bemaari hotee hay jo lag jayee to phir yeh saare bemarian kissi tohfay ke terah miltee chalee jateen hain
jaisai app sirf ik murghee khareed ker laain or Andaay bhi sath sath main miltay rahin
ps >mere sir main derd hay main muazrat chahtee hoon apnay lafzoon main bay rabtagee ki
sherminda honay wala icon
Re: I just noticed
Sajal... thats the whole point of that smiley he he
any NEW adaats I should be aware of? :aq:
he he he
![]()
OH I sooo wish I had ‘this’ particular smilie from msn to use right now.
insaan aesey Daant kab kab dikhata hey
uss ka kya maQsad hota hey
:-d
![]()
edited the rest
^
meiN ney paRh liya tha ![]()
![]()
achi baat hai, dosron k liye edit kiya hai ![]()
Re: I just noticed
^ kia likha tha? :aq:
jaldi batao warna main daant dikhaoon gi tum ko —>:D:D
Re: I just noticed
paRh tau maiN nay bhee liyaa thaa :D:D:D
thehro pehlay Ume ko aa janay dou
uss ko bhi pata chal jaye mai nay idher kuch likh k delete kar diya tha
phir dono ko ek sath bataon gi ![]()
![]()
awainn tu’kay na maro
**Mera khiyal hy dant pehly nahithy abhi add kiy giy hain phely bas sab sufaid khala sa tha:hmmm:
**
sab aaey Daant nikaaley , aur eik adhoori baat chhoR kar chaley gaey
![]()
![]()
GET ai os ny post ki or sub ko apny new falsafy sy shashder ker ky chali gai:silly:
^
Uss k baad aap aai’N aur bewaQoofana smily bana kar chali gai’N
![]()