I just noticed

acha chalo zara serious guftagoo farmaa lein ham pehley yeh batayein ke aap ne itni falsafiyana baatein kis se msn per ke hain? doosray aap ko apni aankhein khuli rakhni parti hain poori tasveer dekhney ke liye ke aap ko eik eik cheez samh aa jaye.