Re: I just had
greeb kay baal ke ghurbat ka makhool uratay huay app ko zara bhee haya nahen aye ![]()
ps-![]()
Re: I just had
greeb kay baal ke ghurbat ka makhool uratay huay app ko zara bhee haya nahen aye ![]()
ps-![]()
Re: I just had
ghareeb kahaan pasiay kharachtay nahi ho gay ![]()
Re: I just had
paisay hoon tau kharchoon na ![]()
app paisay dai doo kharach loon ga ![]()
Re: I just had
meray to kharch ho jatay hain zumedaariyon mein naa:bummer:
Re: I just had
main phir bank loot loon kia:5:
Re: I just had
mehnat karo haath per diya hain naa ALLAH ne ![]()
Re: I just had
Jao bacha khuda tumhe unn biscuitoon k sath ek adad chai ki
piali bhi naseeb karay ga.
Re: I just had
mushkil kaam he batana ![]()
Re: I just had
hatim taye ke qabar koo laat maar kay puray sava annay ke dua dai de ![]()
Re: I just had
dollor ki bat karo tau manai’n…
ye aana dovana kia hota hai. ![]()
Re: I just had
![]()
hello miss sajal ![]()
Re: I just had
humray zamanay ke baat kare hai hum nai
uss waqat dollor nahen hoya karain thai
Re: I just had
…and now want
par :Pretty:
se darr laGta hai.. ![]()
Re: I just had
^ sabh kuch bata doun.. Haath pair katWa doun.. :o
Re: I just had
chuchay jaisa dil hai meray unkil ka
bahar say billi guzarte hai in ka dil uchal kay halaq main aajata hai
awwww unkil:hugz:
Re: I just had
Sajal is not answering my posts ![]()
Re: I just had
^ sabh kuch bata doun.. Haath pair katWa doun.. :o
jaldi katwao naa aur batao her dafa kehtay hain katwatay nahi
Re: I just had
checking in control panel.. coz you are on her Ignore list.. she can’t see your posts.. ![]()
:PS:
wow… isko kehTai hain Lagaee BUjhai.. ![]()
Re: I just had
Zafeerah ki AMMaaa…
mujh se koi dushmani hai.. ![]()