I have aaaaaaaaaaa

Re: I have aaaaaaaaaaa

aur haan i will buy more fishes for my aquarium with tht eidi :hoonh:

Re: I have aaaaaaaaaaa

:cb:

khush raho G . . .

Re: I have aaaaaaaaaaa

meri machhliyaan to ab nahiiN rahiiN...2 mahoom ho gaye aur 3 marHooma...ek din bhook lagi thii bahooot, khjaane ko kuchh thaa nai, kaRkaa thaa so maiN pakaa ke khaa gayaa un paaNchoN ko hehe

Re: I have aaaaaaaaaaa

:smilestar: how could u eat ur own fish hashmat :eek:

hiding her fish from hashmat

malik aur mai pichley ten yrs ki eid loongi bhi aapsey :@: u r not kanjoos na :@:

**
tum Ghareeb kii bhook kaa andaaza nahiiN lagaa saktiiN zaraa bhii…shukr karo tum nahiiN thiiN aas paas varna…hehe!!!**

Re: I have aaaaaaaaaaa

takes our her gun

my body guards will save meeeeeeeeee n killll uu evil laugh

un sab ko to maiN 10 din pahle khaa chukaa hotaa hehe evil-er laugh haha

Re: I have aaaaaaaaaaa

:eek: no wonder u r soooo fattttttttttt kitna khaatey hain aap faints

Zaroor . . per dau Shartain . . . Eid per aur eidi lenay aap ko aana ho ga :@:

**
are LP, meri Khoraak hii kia hai…ab to bas naashte emN do haathii khaa luN to bahooot hai…dua karo k Khoraak baRhe to tumko khaa jaauuN haha**

Re: I have aaaaaaaaaaa

:smack2: jaa ke pak mai baithain aur mujhey dubai bilaye :vivo:

mai toh derwaza khatkhata khatkhata ke waapis aa gaye :cryb:

Re: I have aaaaaaaaaaa

malik saahab aur doosri shart kya hai :5:

lp has already fainted

Re: I have aaaaaaaaaaa

Aik k Eidi Eid per milay gi aur doosri Eidi lainay aap ko khud aaa ho ga :p

Re: I have aaaaaaaaaaa

aur aap ghar pe he nahi hoongey :cryb:

I know ur tricksssssssss :naraz:

eidi post kerain :emmy:

Re: I have aaaaaaaaaaa

I will tell my wife k agar aap aa'ain aur main na hoon tau eidi aap ko woh meri taraf say day dain :@:

Re: I have aaaaaaaaaaa

aur unsey kahain sheerqorma bhi mujhey khaana hai :@:
aur haleem bhi aur shami kabaab bhi parathon ke saath :@:

Re: I have aaaaaaaaaaa

Haleem meri bhabhi achi banati hain parathay my wife and Shami kabab my lil sis . . consider it done :)


**
achchha ab aur na FLAT ho...kaafii round ho pahle se hii haha..**


theek hai aur agar mai na pahunch paaon then parcel kerwa dein :@:

jealous jealoussssssssssssss

Re: I have aaaaaaaaaaa

Parcel ki saholat maujood nahin hay :@: