Re: I hate desis...
^ safaye nisf iman hay app lajawab kay thread main miti dal ker us ki ganda kar rahay hain ?
Re: I hate desis...
^ safaye nisf iman hay app lajawab kay thread main miti dal ker us ki ganda kar rahay hain ?
Re: I hate desis…
Lolz…
Haan yar…Dekho PG…Meray thread ko mitti mitti kar diya…
Ab is ki safaai kaun karay ga?
Re: I hate desis...
^ app khud or kon ... apni cheezain insan ko khud saaf rakhne chaeye ...
Re: I hate desis...
tarka laga k ye bagair tarkay k:D
Re: I hate desis…
ap bhi desi ho :rollingeyes:
Re: I hate desis...
[QUOTE]
Tum kardo gi? Mian tumhain apna qeema khilaaun ga...
[/QUOTE]
lajawab
Qataan nahi buray waqt main insan ka saya bhi sath chor dayta hay or app ik insan say ummed laga rahay hain ?
chay maani daar
Re: I hate desis…
Aap to aisya khush ho rahay ho jaisay aap ko bhi invite kiya ho…
Re: I hate desis…
theek hai bhai agar aap invite na keray to aap ki marzi hum to sirf qimey ki khosboo sungh ker hi pait bher lay gay:bummer:
Re: I hate desis…
Us ke bhi paisay lagaingay…
Re: I hate desis…
Nahin…Qeemay ka owner…
Re: I hate desis...
theek hai bhai met khalaoo mai nah to suna tha key Cholistan k loog barhey dil walay hotay hai
Re: I hate desis…
Cholistan sai kaun hai?