Re: I feel like..
oh achchhaa…to, aap sab kii aur ghar kii Hifaazat kar rahii haiN! hehe
jii, yahaN 7 pm haiN aur dinner kaa time to ho chukaa der huii magar abhii chuN k baRe Bhai aaye nahiiN is liye dinner meN aaj der ho gayii…shaayad aadhaa ghanTe meN aayeNge to hogaa phir. iA
bhook to mujhe lagii hai magar Bhabhi khaanaa nahiiN de rahii haiN
![]()