Re: I dont like
dau hissaY hydorgen kaY pakRo aur unn ko zabardasti aik hissaY oxygen saY nathi kar dau… paani taiyaar ![]()
waisaY itni mehnat karnaY kee bajaaye Baarish saY paani kiouN haasiL naheeN kar laitaY???![]()
aap kitnaY saaraY loug haiN jo chaltaY haiN :(? waisaY har waqt chaltaY hee kiouN rehtaY haiN.. kabhi kabhi dauR bhee liyaa karaiN… ![]()