I DIDN'T COPY ANYONE

nahee tou budhay aur kya karein?? budhoun say muqabla?? aik kamzour aadmi kamzour aadmi kay saath kaisey muqabla kar sakta hia/? how would i find out the strength I have within me by fighting with another budha? budhi say larun ga tou loug kahein gein burhapay may bnhi shouq nahee gaye =/

aap jaisey bachun say muqabla kar kay dili rahut milti hai. mai tou abhi bhi jawaan hun :roman:

p.s aaap itna ghussa karteen hain, mujh say pehlay aur jaldi budhi ho jayein geen :slight_smile: phir mai line maar sakun ga, issi lye ghussa na kya karein :slight_smile: