Re: I am Sorry Friends…
Ye Halal hugs hai baqool LKK ye wala … > ![]()
I know app ki tabyat theek nahi hai Mae ddua ker rahi hun theek hu ajye gi ![]()
Jab Manzil nazer anney lagey or app ney kisi ko bhi zara sa bhi heart kiya hu tu us kamiyabi ka koi faida nahi meri nazer mae kisi ka dil dukha hua hu or app apni khushiyaan enjoy ker rahey hun .. is liye kaha hai kisi ko bhi zara sa bhi kuch bora lag gaya hu tu Maaf ker de jiye ga … because i need your prayers ![]()