I am so damn bored!

Re: I am so damn bored!

Tou fakhta bhai woh 1 say phir shuru ker de gii counting …aap bhi na qasam say pooray jahaz hain :stuck_out_tongue:

Aur jahan tak sheep kay kaam per jaaney ki baat hai …aap agar yahan hain tou woh kaam per kesay ja sakti hain …aapka unka choli daman ka saaath hai na…