I Am Not......

Re: I Am Not......

^
nawazish karam shukriya meherbani

aab Jaan Lewa ko maana lo jaa ker
woh bechara apne thread mein tumhara wait ker raha hai

inteezar inteezar
tumhare keyboard ko
tumhari fingers ka
Jaan Lewa ke thread ko
tumhari muskurahat ka
inteezar inteezaaaaaar!