Haan yaar kuch paisay udhar day do thori jaan shan bana loon
yaar, janwar bhai tu meray ustad hai, un say main brabari kis terha kar sakta hoon
Attia dekho tumhari dost mujhay chair rahe hain
wasey mohtarma main choti choti baton pay naraz nahe hota (wasy yeah baat mujh say aik dost nay kahe thee )
Yeah baat mujh say aur bohatso nay kaha hai kay mujh per tind ache lagti hai, sab allah ka karam hai
well bhai, waqti taur per tu main aap ki zimaydari sanbhal sakha hoon (agar aap musroof ho tu) per mustakil aap ke jaga nahe lay sakta, farar honay ke koshis na karain verna sub GS walain aap ko kacha chaba dalaingay:bukbuk:
aur sab ka shukria… kay is namonay ke tasveer dekhnay ke liay waqat nikala
Haan Haan Q nahe, Just put a mirror infront of you
What??? seriously saima of newyork meri ankhain allergic hain radiations say Iam just trying to be honest …Pata nahee maula log akhir mera yakeen Q nahe kartey
Dada Abba, they found a new object to play with Let them C where i stand
If you were a girl I would have proposed you and be sure iam straight
haan hhan nawaz sharif ki phoopi jan, aap kay baal bohat achay hai.. aik pyari si wigh bana kar day de jeay, shadi walay din pehnoga:D
Kahan yaar koi mujhay ghass bhe nahe dalti
aray koi tu is baycharay per rehem karo
I am waiting… More comments plz, where are u D^M, Hafsa and co. aur haan pyaray shoaib akhtar kahan ho bhai tum say ab tak tarruf nahe hua !!!