Re: I am looking a girl for Golden Scorpion. …
Wife hogi tou Qatal hongay na… Filhaal ke liye… Aaap hi Qatal kar daiN ![]()
WEsay bhi Sahir Uncle ne Farmaya hay..
Hum aah bhi kartay haiN tou ho jaatay haiN badnaam
**Wo **Qatal bhi kartay haiN tou charcha neheN hota…
YahaN Shair Unle ne WO… aap ke liye kaha hay ![]()