Re: I Am Lonely
Bhai lonely, aoa,
yaar abhi tuk lonely ho ...... kuch kar lo aab to tumharay sir par baal bhi naheen rahay ....
anway very nice sharing .......
Welcome sayeen zara kisi se pochein hum ne aap ka kitna zikar kia k koi sanan hua kartay thay ~ chalo acha hai aap kaalay pani ki saza kaat k aa gaye hain to kuch na kuch share bhi kar daaliye ~
aur sayeen aap aa gaye hain na to ab hum lonely nahi rahay ~