Re: I am leaving Gupshup. Thank you
mizzrani tum aisa karo thread search kar kay url paste kar do, hum bhi dakhain yeah zabardasti ka hubby kahan say paida ho giya ![]()
Tum log kahtay ho to ho ga, jab milay to mujhay bhi bhijwa daina
AQ aap to IP check kar rahay thay na :halo: