kuch ki poochi jaati hai, kuch ki KARII jaati hai… ![]()
Re: I am heart broken.
sach ![]()
Re: I am heart broken.
much… ![]()
Re: I am heart broken.
tho kis ne roka hai ![]()
bongai time zone nai.. :o
ab main apne muhn say apni tareef kia karun .. laikin, aap itna musr hein apni baat per tou “tareef us Khuda ki jis nay jahan banaya, mujh ko haseen banaya aur mujhi jawan banaya”
shukria ..
wah wah .. wah wah
arz kiya hai… “tareef us Khuda ki jis nay jahan banaya, tujh ko jo bhi banaya par mujhKo MAMOOO na banaya”… ![]()
![]()
acha.
![]()
EDIT karnai ki jaldi kiya thee!
Re: I am heart broken.
![]()
hazaron khwahi’shein aisi, kay hur khwahish pay duum niklay .. edit iss liyey kiya kyunke chund nazeyba aur naqabil-e-ishaut ulfaaz ka iste’mal kia tha .. magar najanay kis khayal kay tehut apnay ulfaaz mai rud’do badal ker dia ..
![]()
tu hazoor mazi sai sabiq hasil karain kuch, tareekh bhari pari hai hawalon sai, kai kiya hota hai naShaistigi aor nazaiba alfaaz kai istemal sai. ![]()
tumhai sonna naheen tha? ![]()
tou sou ja kar.. it’s 4:45AM here.. sari routine ka baira gharak ho giyaa.. :hinna:
Re: I am heart broken.
acha na jarahi hoon :pcg:
ok mai tou chala next nap kai leye.. ![]()
AH