Hmmm mindless ji Ab to aap samajh gai hongi kai main kia kar raha hoon lekin ab yeh samajh jain kai kahan sai kar raha hoon main jo bhi kar raha hoon M.A Jinnah Uni Sai kar raha hoon islie kuch bhi bura lage to mujhe pakadnai wahan aa jai ga.
Waisai aap rehti kis Ilaqai(area) main hain.
Main North Nazimabad Main kiam pazeer hoon
YAR GOLAY KI HO GAYA BAHI AB MAIN KITNA SUDHROON THAK GAYA HOON SUDHAR SUDHAR KAR , LEKIN YAAR MAINAI KAUNSI BAAT GHALAT KARDI HAI ZARA TAFSEEL SAI BATAO PLZZ
HMMM So Mindless aap ko to badi problem hoti hogi apnay bahria college jaanay main , aap yh manage kaisai karti hain , haan agar aap kahain to main DR Feroz (Your Principle, i guess!!!) sai baat kar kai bahria ko aap kai ghar kai kareeb shift karwadeta hoon .
Mindless Behan aap ki himmat ki daaad daini padai gi kai aap har roz itni dooor janai aur phir wahan sai aanay kai liyr tyar khadi hain main hota to ya to ghar shift karta ya uni ko shift karata.