Re: i added ali
![]()
multi chicken kia cheez hai
multi chaddi bolo
Re: i added ali
![]()
multi chicken kia cheez hai
multi chaddi bolo
Re: i added ali
to phir kia hota hay ? :s
aik bari bi(aunty) ander jaati hain… lekin kabhi wapis nai ateen… sirf larkian nikalti hain wahan kay exit door say … :s
make over nai to make up to hota hay … waisay … mujhay Behari kabaab ki bhi khushboo aarai hay :-DD
Aisha,
jab anday say bacha nikalta hay… phir wo bara hota ya hoti hay… phir wo GS par aata ya aati hay… phir ID bana bana kar saaray GS main bhonchaal paida kardaita ya kardaiti hay to ussay** Multi-Chicken** kehtay hain … cuz I said so…
Re: i added ali
wah wah cuz u said so aur mai maan lo aisay hi ![]()
mere paas ziyada authority honi chahiye
Re: i added ali
ATA lagta hay aap ko roza lag raha hay ![]()
Re: i added ali
kamaal hay, Abhi aik aadmi bhi yehi keh raha tha … :s
uss ko sirf aik hi to takkar mari thi may nay … :s
Ub mujhay Halem ki bhi khushboo aarai hay, but yeh meray kitchen saay arai hay, Aaj Haleem party hay … yahooo
… ok u can join
Asiha,
my all authorities and rights holder is my wife only ![]()
Re: i added ali
Mera kebab khanay ko dil kar raha hay yeah haleem offer kar rahay hain ![]()
Re: i added ali
Cafe Piaala main koi nai tha to socha kay Feeding Back waalay dhaabay main chakkar laga loon… yahan kafi chat-pati khabrain hoti hain parhnay ko :-p ![]()
Re: i added ali
Ab mujhay Haleem kay kabaab banana to aatay hi ai : -(
kaisay banaoon ? … Haleem ko seekh para laga kar oven main rakh doon to kia seekh-kabaab ban jaingay ? ![]()
Re: i added ali
Ab mujhay Haleem kay kabaab banana to aatay hi ai : -( kaisay banaoon ? ... Haleem ko seekh para laga kar oven main rakh doon to kia seekh-kabaab ban jaingay ? :$
:@:
Re: i added ali
![]()