Re: – Hyderabadi NamaaN (names and nicks)…
Karachi or Hyderabad pay QaaNat kyun .. Allama Kah gahaY hain
cheen -o- Araab humara .. Hindustaan Humara
![]()
Re: – Hyderabadi NamaaN (names and nicks)…
Karachi or Hyderabad pay QaaNat kyun .. Allama Kah gahaY hain
cheen -o- Araab humara .. Hindustaan Humara
![]()
Re: -- Hyderabadi NamaaN (names and nicks)...
gahay?
Jahaan toh hai hee hamara .. Agar hum duniya seh nikal ker Mars hatta ke doosri galaxy bhi chalay jayen toh uss meyn koi mazaika nahi. Iss seh koi ikhtilaaf nahi hai.
Magar Allah miyan neh har insaan ki aik taqdeer banai hai. Aur agar mere hissae meyn Pakistan hai toh mera poora farz banta hai ke mayn pehlay apne ghar se wafadari keroon aur usae aik achi jaga banaoun sab ke liyae.
Re: -- Hyderabadi NamaaN (names and nicks)...
"ATA Char so bisia "bhi suna hy hydrabadi mulan mainLchai:
Re: -- Hyderabadi NamaaN (names and nicks)...
Ham logan idur ki hi bataN kar-rai miaan,
:-D
hawoo... yeh aaj kal kay bachay hain, internet pay baith baith sab kuch seekh lay rai, shadian bhi netoN par kar rai aaj kal, daikho kia hota aagay, bachay pata nai kidher hotay :S
woich Ali baba, chicha-ich hota sahi word, yeh chacha wacha wo logaN boltay jin ko Urdu nai aati :-D
hallu bolo mia, sab sun lega
Arey chicha ek irani chai, osmania biscut ke sath