hurdles, hurdles, hurdles...but, this guy does an amazing job!!!

**
paise bachaane ke liye nahiiN…yeh Ghareeb nahiiN haiN…inka falsafa yeh hai k jab baGahir ticket kaam chal saktaa hai to ticket lene kaa kia faaida. yeh sab anti social haiN…hurdles ke to sab aadii haiN…

…jab maiN india men thaa to tez train pae se utarna chaRhnaa ek khel huaa kartaa thaa…i did it myself…like this…is video meN dekhiye kaise yeh tez raftaar train par se utartaa hai…laRke to laRke, laRkiyaan bhii aisa hii kartii haiN aksar…watch at 0:55:**

ab laRkiyoN ko dekhiye kaise utar rahii haiN chaltii huii train par se