hummm

hummmm...

[QUOTE]
*Originally posted by Destinee: *
Mashallah.
Aap ko zoo janay ki takleef nahi karni parti ho gi. Mahally walay bhi muft main enjoy kar letay hon gai.
[/QUOTE]

Bhai 'zoo' aap jaisay barray Log jatay hain. Hum to Azad hain rehtay hi jungle main hain.

AsSweetAs
suna tha Allah shukar khoray ko shakar hi dayta hay, aap ka shakar khora/i kahan gum hay ab tak?

[QUOTE]
*Originally posted by suroor_ca02: *
hummmm...
[/QUOTE]

Mashallah abhi say falsafa e hummm ka shooq ho chala hay. khoob.

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

Mashallah abhi say falsafa e hummm ka shooq ho chala hay. khoob.
[/QUOTE]

Aala hazrat inkey is 'hummm' se dhoka mat khayee ga. Aj ki nai nasal ko tu falsafay ki alf bay se bhi agaahi nahi hai.

Yeh 'hummm' inhoon ne apka hi copy kia hai.

waisay apki parosan meri paroosan se kaafi milti julti hai. lagta hia dono rishta daar hain :)

Azab Fittay Moun :p

:devil:

Nawzish warna hum to kha hi chukay thay dhoka :blush: Qibla ghar bora na mana’in zara ghor farmain to Naii nasal khuch aisi naii bhi nahi rahi :devil:

sub aik adam ki aulad hain parrosan bhi adam zad hi hay.

:-)

To be very honest with you and no personal offence to you Azad, But in the absence of any true introduction, this picture seems very suspicious to me. So no further comments..:)

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Bhai 'zoo' aap jaisay barray Log jatay hain. Hum to Azad hain rehtay hi jungle main hain.
[/QUOTE]

Jungle main hon ya zoo main, dono jaga creatures to aik ho hotay hain na.

Aji choreye azad saheb,

Banda bara ho jai, lekin adab adaaab ko cho kar na guzrey.

Wo tahzeb our ankhoon main sharm-o-hayaa, ju ehd-e-guzashta main hamray muashray ka khasaa thi, ab kuch na paid si ho gai hia.

Sach pocheye tu aap jaisay hi chand logoon ki waja se ye tehzeeb ki shamaa abhi tak jal rahi hai

Wo shair kia keh gaya hai

Dil dhondta hai phir wohi baam o dar…

Who's picture is this?

I'm confused.

Destineee and LK :rotfl: Azad :rotfl:

[QUOTE]
*Originally posted by Raindance: *
To be very honest with you and no personal offence to you Azad, But in the absence of any true introduction, this picture seems very suspicious to me. So no further comments..:)
[/QUOTE]

haan bhai yeh to hay. taskeen e qalb ke liay kabhi kabhi 'very honest'hona parrta hay. waisay aap ki tasali ke liay phir arz kiay dayte hain. yeh parrosan hain humari.

[QUOTE]
*Originally posted by Destinee: *

Jungle main hon ya zoo main, dono jaga creatures to aik ho hotay hain na.

[/QUOTE]

haan yeh to hay. buss rati bhar ka farq hay @Kuch log maslan barray log basarat ki kami bayshi ki waja se nazar andaz kar dayte hain. Woh hay Azadi.

[QUOTE]
*Originally posted by Code_Red: *

Aji choreye azad saheb,

Banda bara ho jai, lekin adab adaaab ko cho kar na guzrey.

Wo tahzeb our ankhoon main sharm-o-hayaa, ju ehd-e-guzashta main hamray muashray ka khasaa thi, ab kuch na paid si ho gai hia.

Sach pocheye tu aap jaisay hi chand logoon ki waja se ye tehzeeb ki shamaa abhi tak jal rahi hai

Wo shair kia keh gaya hai

Dil dhondta hai phir wohi baam o dar....
[/QUOTE]

chorr dayte hain janab waisay bhi bhari cheez kho koi kab tak thamay rakhay. aap to sharminda kartay hain hazoor. shair ne kuch kooch karna ka zikar kia tha. Ghalban Insha jee uttho ab koch karo

[QUOTE]
*Originally posted by PyariCgudia: *
Who's picture is this?

I'm confused.
[/QUOTE]

Parrosan

hummm

scuhiii .. :stuck_out_tongue: ..

MashAllah cute hai .. :flower1: ..