hume adakara banana he

Re: hume adakara banana he

aap beshak adakara ban jain magar hamari filam main kaam nahi karien gei:snooty:

:o hum apnay saath chun ke khoobsurat larki dhoondein ge aur filam khatam honay ke baad osay apni malikah banaein ge:shikra:

Re: hume adakara banana he

aap ki flim ka naam "Mera naam hai Joker" to nahi

Re: hume adakara banana he

jee nahin

:snooty:shayed aap ki nazar os dhagay pe nahi paree

hamari filam ka naam Flooder-e-Azam hai

Re: hume adakara banana he

meri dua hai kay aik din aap lollywood kay andar RAAJ karo gi, mark my words :D

Re: hume adakara banana he

thnx samad ur sweeet

aur badshah kya hum haseen tareen nai??

tlk ap hi kahen na kuch

dua ka shukriya , molvi samad sahab :D

yeah aap mujhay kahan phansaa rahi hain, badshah mujhay qatal kerwaa de gaa agar mainae aap ke husn ke baaray main kuch kahaa

Re: hume adakara banana he

aur niki anty bhi :mocking:

nahi, niki qatal nahi kere gi, wo siska siska ke maray gi :smiley:

Re: hume adakara banana he

Citrine:snooty: nahi shayed hamaray saath kaam karnay say aap ka filmi kareer shuroo honay say pehlay khatam na ho jae

wazeer shaheb aap hum say itna dartay hain? hum itna jabar karnay wale to nahi:shikra:

Re: hume adakara banana he

*critine ka pehla lollywood scene kuch aisa ho ga....

critine maj kay ird gird beth kar apni lambi si gut mai paranda daal rahi ho gi...

achanak uski Majj ghayab ho jaye gi..Majj bolay to (gayaiN/cow)...aur critine ka pehla FIMLY dialogue ho ga..

"WAY MERI MAJ KITHAY GAYI O LOKKOOOOOO"

aur phir film ka TITLE aye ga...."The Iron Maj"*

aur Critine ko aglay saal LUX award say nuwaza jaye ga :D

Meri anty kitni samjhdar hain :@:

You forgot the punjabi songs :rotfl:

Re: hume adakara banana he

thnx samad..
aise hi bari bari films me kam milta raha to lux award kai..me to madhuri aur rani ko bhi peche chor jaungi
:D:D