Re: Humaima malik in Bollywoood
Bahut acha kiya Api
Agar aap ne Humaima threads relocate kiya phir Fawad Khan bollywood threads relocate karna padhta.
Aur phir woh indian fans ke bhi ho jaate
Waise main kisi star ke fan nahi but i liked Fawad Khan’s pyari baatein about his trip to India. Unki pic-ek do baar zaroor dekhenge so he can make more pics in Bollywood ![]()
chotay chai layegi:halo: lekin pehle aap smoking na karein. Aap ke sehat ke liye acha nahi hai
Aur aap ko bahut saal yahan mod bana hai.
Yeh rahe aap ki chai malai maar ke