Re: Hum …
hamay halaat na badal sakhay … waqt na badal sakhay ap kia badlaingey ??
Re: Hum …
hamay halaat na badal sakhay … waqt na badal sakhay ap kia badlaingey ??
Re: Hum …
ye ab HONAY ka kia chakkar hai ??
kuch kuch hota hai kia hota hai Jaisay Paith main dard hota hai, sir main dard hota hai?
Re: Hum …
yahaaN kiyaa ho rahaa hai :o
jub ho jaaye, tau jo naam rakho mujhay bhee bataa denaa ![]()
PS: IS:
![]()
Re: Hum …
Lamhay… naheeN… Wo wala Dard naheeN… DIL wala Dard… ![]()
Anwar Bhai… Ye aap ko Naam rakhnay ka Itna Shouq kiuN hay… Pichlay Janam maiN… PANDIT tou naheeN thay ![]()
Re: Hum …
aieen
kiya bataien bol rahay hoo yahan Public hai tuba tuba …
filhaal tu salaam dua horahi hai …
P.S:- kia salaam dua karnay say …Hojata hai ![]()
Re: Hum …
Dil ka Dard … tu angio graphy karaoo …
P.S …kis say HoGAYA ap ko kon hai woh SUNHERI BICHI lolz
AQ pandit …lolzzz
Re: Hum …
![]()
Re: Hum …
lol … aik bar milo tou sahi … phir pata chalay ga ![]()
zara apni specifications tou do … then i will see which part need replacement and wat 2 fix … ![]()
Re: Hum …
Lamhay… Wo Sunehri Bichi Aik naheeN hay na… Kitnay Naam BataooN ![]()
Sinner… :love: ![]()
Re: Hum …
GS ]
… me 2 :love: u
![]()
Re: Hum …
![]()
![]()
Re: Hum …
aap kay haaN, naam kiya Pandit rakhtay haiN aa kar???![]()
Re: Hum ........
LOL... Anwar Bhai.... hamaray haaN... Jab AIK SAAL guzar jaata hay tou Tab Naam Rakha jata hay ;)
App Ko Jaldi hoti hay na..... Tou.... Jaldi PanDatooN ko hoti hay :D
Re: Hum …
kiouN kiyaa aik saal tuk decide kartay rehtay haiN kay laRkay kaa naam rakhnaa hai yaa LaRki kaa ![]()