Hum Tum

Re: Hum Tum

Some1 is ignoring me :(

Re: Hum Tum

khala kasi hai app :wave:

kafi din bad nazar aie app . . . . app ko pata hai kay app ka aik bhateeja app ka yaha humheshah intazar karta hai . . . . so ati raha karo nah app warna dil nahi lagta :frowning:

Re: Hum Tum

How sweet ab nazar aaya muje :smash: lolzz our mere bhateeja kahaan se aaya?? :confused:

Re: Hum Tum

sab jhoot jhat hai yeh sab tumhare saath howa tha :stuck_out_tongue:

Ganjaayyyyyyyyyyyyyyyyyy Nilu khala ko kyun ignore kar rahe ho :mad:

Re: Hum Tum

Nilloo = = = khala app tu humhari jaan say pyari khala jaan ho tu bhala app ko koun ignore karay ga :hug:

my one and only pale c khalaa jaano :hug:

Re: Hum Tum

^^ :rotfl: U callin Janwar Bhai Ganjayyy hahahahahaha.

Re: Hum Tum

khala ko ignore kiya ghussa dilaya maiko :mad:

Re: Hum Tum

khala me ur bhateeja nah :blush:

DM - - - - abey peeit say niklay howay saray howay keeray , this is between me and khala sumjha :bailan:

Re: Hum Tum

^^ lol

yaar tum ko pattaa hay ke woh tumarah parosi hay

Re: Hum Tum

jassos - - - - yaar he is my chota bhai :) sumjhay meray bhai :)

Re: Hum Tum

woh meri bhi khala hai choosay howe gannay :bailan:

Re: Hum Tum

DM - - - - agar tumhari khala hai tu phir mari tu khala jaan hai sumjhay phaapoondi lagay chuwaray :bash:

Re: Hum Tum

Janwar aap mere bhateeja kaise ho sakte hai if i call u Bro :rotfl:

Re: Hum Tum

Nilloo Khala bro nahi nah mai tu app ka bhaateja ho bus :snooty:

Re: Hum Tum

^Okay ;)

Re: Hum Tum

Khala app ankh nahi mara karo nah :frowning: khala ankh nahi DUA dati hai nah :blush:

Re: Hum Tum

Allah tanu kush rakhey theek honn??

Re: Hum Tum

khoosh rakhnay kay sath sath shadi ke bhi DUA kar do plzz khala :slight_smile:

wesay mari DUA tu apkay sath hai humheshah :slight_smile:

khair abb hum chaltay hai subha kay 3 baj rahay hai or 7 bajay uth kar waterpark jana hai :dhimpak:

c u . . . tata :wave:

Re: Hum Tum

janwar bhaya.. yeh kaa ho laha hai :pichkari:

:mounh saaf karing:

aray hum bhi khelaingay ee khel babua..!! :slight_smile: battao bhaya.. :pichkari: kaisay khelat hain…

Re: Hum Tum

hey confused gadha aj laga ke sahi mein tum gadha ho lolz or ha mien cute witch ki dost ho ...