Hum hain Lajawab

Re: Hum hain Lajawab

tumhe kaha hai apni bateesi nikaalne ko. paani ke glass main rakh do subha uth ker phir laga lena

oh shayad pehlwaan ki tasweer dekhi thi maine…so hhh kis liye stand kerta hai…poora naam batao na.