Hum hain Lajawab

Re: Hum hain Lajawab

nahi is liye larki nahi samjha ke us ne mujhe phool diya hai. us ka nick larkiyon wala lagta hai plus us ke nick ke neechay “shezani moderator” something likha hua hai so mujeh laga larki hai.