::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

^ ab 4 saal jo ho gaey hain aik doosray se baatain kartay kartay. Face to face woh bhi… :bummer:

Woh lateefa to suna hi ho ga.
Saamnay aik khada aata hai
First year - miyan to bivi “jaan zara sambhal ke”
Second year - Aray dekho to
5th year - Nazar nahin aata andhi ho gaie ho?

:tamaatar:

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Sadaf, no. Main apnay fiance se baat naheen karti.:blush:

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

:rotfl:

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Wohi to kehnay ki koshish kar rahi hoon larki,
kia karo achi baat hai. Kam-az-kam thora idea ho jata hai aglay ka.
seriously, thori bohot hi sahi. magar kuch na kuch communication hona chahiye..
BTW shadi kab ho gi?

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Baat, Allah mujhay sharam aati hai.:blush: Woh khud naheen kartay to mujhay pehl kartay howay sharam aati hai na.:chai:

Shadi saal do saal tak hai, jaldi naheen hai.:slight_smile:

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Haan pehl to unhain hi karni chahieye...
magar larkay to foran se pehlay apna phone number aagay kar detay hain, tumharay walay ne koshish nahin ki?

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Naheen.:blush: Ammi se phone par baat kartay hain. Mujh se naheen…:blush: Meri tarha woh bhi sharmilay hain.:cb:

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

^ aakhir kab tak ;)
kisi din ammi khud hi tumhain phone pakra dain gi :p

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Aur main behosh ho jaon gi, sharma ke…:blush:

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Nahin behosh to nahin ho gi, bus us ki awaz hi nahin aaye gi :D

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Na mujh se bola jaye ga…:blush:

Main nay Get Well Soon ka card khud bana kar send kiya tha. Abhi tak he is on rest.

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

Kuch ziyada hi lamba rest nahin ho gaya?
:D

Allah un ko sehat de... :)

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

^
Hum bhee yehi kehnai waalaY thaY :chai:

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

^ naqal chor

Re: ::: Hum bhee yehi kehnaY waalaY thaY ::

aakhir sab yahi kyun kehne wale the :smack: