Hum Aik Hein

Re: Hum Aik Hein

yar abhi thori dair pehlay aaya thaa online.. main nay poocha to bolnay laga kay kuch nahin hai us kay pass.. kameena ho gaye hai .. :hehe: hadh hai mujh say chupa raha hai.. bol ra thaa kay main busy ho aaj kal. … larkiyaan ghomanay ka time nahi :smiley: