Hum aaagayay...

Re: Hum aaagayay…

right now iam also confused about something.. should i change my nick to confuse gadhi :konfused:

Re: Hum aaagayay…

-----------x-----------
You don’t have to change it lol, :rotfl: :stuck_out_tongue:
some people are so natural j/k,lol :smiley:
shoeeee,:(:k: :hug:

Re: Hum aaagayay…

CG: kon saa round one.. :blush:

Re: Hum aaagayay…

Thnku jee.. :blush: waisay.. aap kiyoun blush farmayee.. ?

Re: Hum aaagayay…

basanti ko tak nahee chora unhoun nay :crying:

Re: Hum aaagayay…

alar.. tussi koi darnay wali cheez ho.. keh bhow kiya.. aur meray pran hawa main. :hoonh:

waisay.. pata nahee.. shayad ho bhi sakta hai :wink:

Re: Hum aaagayay…

Hay-D Loney yhank tou jee.. I sm ao hery vappy bo te hack bere.

cnd aause mome sasti :wink:

Re: Hum aaagayay…

thnku..

gana yaad aagaya,

Pardaysiyaaaaa… pardaysiyaaa yeh sach hai piyaa.
sab kehtya hain main nay tujh ko dil day diya,..!! :stuck_out_tongue:

Re: Hum aaagayay…

PM.. mujhay nahee aaya koi pm.. :frowning:
waisay dhagay to bohot miltay hain yaha.. yeh sahee kaha. RD bhai.. aik baat batao yaara.. when are u dancing for the rain..!! :smiley: :wink:

thnku for the warm welcome :slight_smile: EVERYONE..!!

Re: Hum aaagayay…

Rukhsaarbibi.. haan I m back jee.. aap keh liyay cheechawatni ka paan bhi laya houn.. paaan keh patoun ka dabba pakraying khasoosi tor peh aap keh liyay ugwayay hain.. khaiyay aur MAST ho jayayay :smiley:

Attia… :eek: mujhay maar parwanay kay iraday to nahee.. :eek:

aur Shoby… ohe round one.. jail keh peechwaray :smiley: :hehe:

Re: Hum aaagayay…

kidhar sey aagaye?

kis nay bulaya tha? :hoonh:

Re: Hum aaagayay…

welcome back CG :wave:

Re: Hum aaagayay…

:devil: <------- me

mujh se dara karo. :wink: kuch bhi kar sakta hooN.

Re: Hum aaagayay…

]]

chal bay tum bhi koi darnay ki cheez ho :smiley:

Re: Hum aaagayay…

Are those Meethay Paan? I only eat meethay paan :snooty:

Re: Hum aaagayay…

lo.. ab main yeh bhi bataoun..:rolleyes:

Re: Hum aaagayay…

Oaaaay dekho saath mein gadha apni gadhi ko bhi lai aaya from Pakistan :clap:

Re: Hum aaagayay…

pehlay apni pant to seedhee tarha pehn lo.. :lol:

Re: Hum aaagayay…

jab tum ko sath layjanay ko bola to chali nahee.. ab bol rahee ho.. gadhi#2 :smiley:

paan meethay MAST hain..!! maza aayaygaa :wink:

Re: Hum aaagayay...

^ I am not Gadhi you Gadhay :p

Meetha paans are the best!!! I esp. like how my teeth turn yellow/red/stained afterwards