Re: How 'YOU' doin..?
Chalo bahee, artist sahiba ka hukm aaya hai, thoree kum boring guftugoo kar sub log
aur aliyish, tum to bus chup hee raho, jabh bhee boltay ho, bor kar daitay ho
tu kia karain , app apnaY raang mein ajain tu banday ko ankhain band karkay type karna partah hai !