How To Wash Ur Car In 3 Seconds 4 FREE !!

jee nahi mein nahi maanti.. kiyon k mein hon hi nahi :snooty:

haaye Allah, :smack: kiya keh rahey hain aap? :smash:

mujhey nahi aata check kerna aur na tablet ka pata hai :snooty:

jhoot… jhoot… jhoot… :hoonh:

Nahi Maan`na To Na Maano Mein Kahan Zabardasti Kar Raha Hon :bummer:

Wohi Keh Raha Hon Jo Tum Parh Rahi Ho Basanti :blush:

Dekho Khudara Yun Na Kaho, Ager Tum Ne Check Kar K Koi Tablet Na Di To Ye Mareez Is Fani Dunya Se Kooch Kar Jayega :teary2:

To Phir Woh Koan Thi :konfused:

:rotfl: mere TOYOTA bhi wash kar day bhai :smiley:

itni deir se aur kiya ker rahey thay :expressionless:

:eek: baaz aao :smash:

mareez sahab, aap ja ke doctor ko check kereian.. (pagloon k doctor ko :hehe: ) mein aap ka ilaaj anhi ker sakti.. :snooty:

Ye Mein Nahi Samandar Kar Raha Hai :smash:

Machli Phansa Raha Tha :smack2:

Tum Paas Aa Jao :blush:

Usi K Paas To Aaya Hon :halo:

Kiyon Nahi Kar Sakti :mad:

Mein U Ko Poori Fees Donga Suchi :biggthumb

lakin yahan machli kahan :smiley:

haye Allah, :eek: :mad: aap ko kiya ho gaya hai :smash:

aur mein ne kaha hai k pagloon k doctor k paas jaien.. wohi aap ka sahee ilaaj ker sakey ga.. thora time lagey ga lakin aap bilkul normal ho jaaien gey :hehe: aur fees bhi usse ko daina :hehe:

Yeh to aap ko pata hona cha’hiye… :wink:

:hehe:

Ab Perfume Laga Liya Ho To Kuch Keh Nahi Sakta, Warna Pehlay Tum Mein Se Machli Jaisi Boo Hi Aa Rahi Thi :hoonh:

Bas Mujhey Pyar Ho Gaya Hai :love:

Nahi Mein To Tumharay Paas Hi Aana Chahta Hon, Tum Se Hi Apna Iljaaj Karwana Chahta Hon, Tumhien Hi Apni Baatien Sunana Chahta Hon, Mujhey Yaqeen Hai K Mera Tabeeb Tum Se Acha Or Koi Nahi Ho Sakta :blush:

Yaar Ab Koi Aik Ho To Banda Yaad Bhi Rakhay :smack2:

:k:

to aik rakha kero na taakey yaad rahey… :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
Originally posted by ~~ksa kuri~*~: *

to aik rakha kero na taakey yaad rahey... :p
[/QUOTE]

Tum Ban Jao So Pe Bhari Aik Hi ;)

kya meri shakel pe likha hua hai ke mein stupid hoon? :hoonh:

Ab Ye Bhala Mein Sab K Samnay Kaisay Bata Sakta Hon :halo: